Vakt gujarta raha par saans thami-si-rahi,
Muskara rahe the ham,
Par aakhon me nami-si-thi,
Saath hamaare ye jahaan tha saara,
Par ek teri hi kami-si thi.
********************************
Pyaar karnewaalo ki kismat kharaab hoti hai,
Har vakt tanhaai ki ghadi saath hoti hai,
Vakt mile to rishton ki kitaab khol ke dekh lena,
Dosti har rishte se laazwaab hoti hai.
********************************
Ham vo nahi jo tumhe gam me Chod denge,
Ham vo nahi jo tumse naata tod denge,
Ham to aapke vo dost hai, jo agarAapki saans band ho,
To apni saans jod denge.
********************************
Raat chup hai magar chand khamosh nahi,
Kaise kahu khuda aaj faramosh nahi,
Aise Dooba teri aakhon ki gahraai me,
Haath me jaam hai magar peene ka hosh nahi.
********************************
Sabne kaha dosti ek dard hai,
Hamane kaha dard kabool hai,
Sabane kaha is dard ke saath jee nahi paaoge,
Hamane kaha teri dosti ke saath marna kabool hai.

No comments:
Post a Comment