Tuesday, June 9, 2009

Barson ki wafa ka hum ne inaam paya

Barson ki wafa ka hum ne inaam paya
Dagha kia us ne ilzaam humare naam aaya
Suna hey sharab har gham bhula deti hey
lekunWoh mujhey aur yaad aaey jab samne jaam aaya.
============================================================

CHANDNI RAAT HO TUM MERE SATH HO
ANKHON MEIN ANKHEIN HATHON MEIN HAATH HO
CHAHOON MEIN TUJHEY HAR DAM TERE DIL MEIN MERI CHAHAT HO
MEREI KHUSHI MEIN TUM KHUSH HO
TUMHARI KHUSHI MERI RAAHT HO
GILLE HOON SHIKWAY HOON PIYAR BHARI ESSI KOI BAAT HO
MEIN AUR TUM MIL BETHE INESSI KOI TU AKHiR RAAT Ho

Tum meri hansi mein tum mere qehqahon mein
tum meri siskiun mein tum meri aahon mein
kabhi mehko meri sanson mein kabhi behko tum meri bahaon mein
kabhi is taraf se bhi gujar ke dekho
khade hein kab se hum rahon mein

AB BHALA AASMAN TAKNE SE KYA HOGA
JAMIN PAR JAMMA DE PAIRON KO,
AAP KHUD HAIN AAPKE WO APNE HAIN,
THAM KE DEKH AAJ EKBAR GARON KO,
HOSLA KARKE FAAND JA AB TO INKO,
KAB TALAK DEKHEGA IN LAHRON KO,
MAN MEN THANA HAI TO KARKE DIKHA,
TODD DE AAJ LAGE SAARE PAHRON ko,
KAB TALAK CHUPCHAP SAH LEGA JULAM,
JARA GARZ SUNADE BAHRON KO.
chayan jain

No comments:

Post a Comment