Monday, June 8, 2009

Ek ajnabi se mujhe itna pyaar kyon hai

Ek ajnabi se mujhe itna pyaar kyon hai,
Inkar karne par chahat ka ikraar kyon hai…
Use pana nahi meri taqdeer mein shayad,
Phir har mod pe usi ka intezar kyon hai…
************ ********* *********

Us ajnabi ka youn na intezaar karo
Is aashiq dil ka na aitbaar karo
Roz nikla karen kisi ke yaad mein aanso
Itna kabhi na kisi se pyaar karo
************ ********* *********

Har aahat ehsaas hamara dilaayegi.,
Har hawa khushbu hamari laayegi.;
Hum dosti aisi nibhaayengey yaara!
Ki hum na honge aur humhari yaad tumhe sataayegi..!
!!************ ********* *********

Tammana-e-ishq to hum bhi rakte hain,
Kisi ke dil me hum bhi dhadakte hain,
Na jane woh kab milenge
jin ke liye hum roz tadapte hain.
************ ********* *********

Aansu ko bahot samjhaya tanhai me aaya karo,
Mehfil me hamara mazak na udaya karo,
Is par aansu tadap kar bola,
Itne logo me apko tanha paate hai,
Isliye chale aate hai!
************ ********* *********

Dil ki awaaz ko izhaar kehte hai,
jhuki nigah ko ikarar kehte hai
sirf paane ka naam ishq nahi.
kuch khone ko bhi pyaar kehte hai.
************ ********* *********

Main Lafzon se kuch bhi izhaar nahi karta,
iska matlab ye nahin k main tujhe pyar nahi karta
chata hun tumhe aaj bhi par teri soch mein apna waqt bekar nahikarta,
tamasha na ban jaye kahin
mohobat mein mera islye apne dard ko bayannahi karta
************ ********* *********

jo kuch bhi mila hai usi mein khush humein tere liye khuda se taqrar nahi karta,
par kuch to baat hai teri fitrat meinzalim warna tujhe chahne ki khata baar baar nahi karta
************ ********* *********

rich people travel in carspoor people travel in cartsbut people like ualways travel in hearts.
************ ********* *********

Aapse nazrein to mila lein par ye to bataiye kiAap mein aisa kya dekhein jo dekhte hi deewana banadeBadi mushkil se militi hai zindagi sambhal ke rakhiyeKahin is shama ko hum parvana na banade
************ ********* *********

Dil ke dard ko dil torne wale kya jana,Pyar ki rasmo ke yeh zamane wale kya jane,Hoti hai kitni takliff kabar ke niche,Yeh upar se phool charane wale kya jane.
************ ********* *********

Har khamoshi ka matlab inkaar nahi hota,Har nakamyabi ka matlab haar nahi hota.Toh kya huwa agar hum tume na pasake,Sirf paane ka matlab pyar nahi hota.
************ ********* *********

Har phool ki ajab kahani hai,Chup rehna bhi pyar ki nishani hai,Kahi koi zakhm nahi phir bhi kyu yeh ehsas hai,Lagta hai dil ka ek tukda aj bhi us ke paas hai.
************ ********* *********

tere husn ko shabdon mein kaid kar raha hoonjo rahe nakaam woh koshish kar raha hoon,amber pe hain lakhon tare chamakteek ko is zameen par chamkane ki koshish kar raha hoon
************ ********* *********

Har raahi ko mann chaha mukaam nahi milta,Jisko jee bhar pyaar kar sake wo insaan nahi milta,Aasma k sitaro ki tarah hamare armaan bhi bikhrte rehte hai,Jo apne dil mein hamein jagah de sake wo meharbaan nahi milta
************ ********* *********

No comments:

Post a Comment