Meri deewaangi ko dekh ke muskuraate hai kyun,
Main jitna paas jaau utna door jaate hai kyun.
Kuch to vajah jaroor hogi unki berukhi ki,
Mujhe aise har pal sataate hai kyun?
*****************************
Jab do dil milte hai to kuch dil toot bhi jaate hai.
Naye-naye sapne dekhte hai log,
To kaI sapne toot bhi jaate hai.
*****************************
Hamne is duniya me itane jakhm khaaye hai,
Mujhase jo bichad gaye, wo khud mere saaye hai.
Jee raha hu jindagi me in aansuon ke sahaare,
Mere liye to ab sapne bhi paraaye hai.
*****************************
Ye dil ka jakhm tumne diya hai to koi baat nahi,
Ye jeegar ka dard agar tumne diya hai to koi baat nahi.
Majaal kiski thi ki kahta mujhe deewana,
Magar ye tumne kaha hai to koi baat nahi.
*****************************
Tere pyaar ki aarjoo thi jo mujhe mil na saka,
Dil me wo phool sajaya jo kabhi khil na saka,
Basi hai ek hi moorat mere dil me,
Khoya jo use phir vaisa koi kabhi mil na saka.

No comments:
Post a Comment