Saturday, October 17, 2009

Ab un baaton ko koi na dohrayega,


Ab un baaton ko koi na dohrayega,
Chalta hai ye waqt to nikal jaayega.
Daaman me ye to yaade lekar kahi kho jaayega,
Raaston ko dekho ab kahi na kahi to koi le jaayega,
Hamsafar milenge naye aur aise hi waqt kat jaayega.
*****************************
Jameen ban jaaye kaagach ki aur samundar ho syaahi ka,
Phir bhi kalam likh nahi sakti dard judaai ka.
*****************************
Apni khushiyon ke liye kyun kisi ka jeewan barbaad kare,
Apni muskuraahaton ke liye kyun kisi ko rula de.
*****************************
Jiske aane ki khushi se dil machalne lagta tha,
Jiske na aane ke gam se dil bhar aata tha.
Jiski har ek muskuraahat par hajaar aansu the kurbaan,
Jiski ek khushi ke liye har janm tha kurbaan,
Aaj wo hi nahi mere paas.
*****************************

********************************
Tumhe bhulaane ki koshishen,
Tamaam nakaam ho rahi hai,
Kisi ne jikr wafa ka kiya,
To jubaan pe tera hi naam aaya.
*****************************
Aji unse kaisi mohabbat,
Jinhone kadar na hamaari jaani,
Hamaare dil ke shamshaan me,
Us mohabbat ki kabra hai bani.
*****************************
Ajeeb aarjoo anokhi talab hai,
Tujhase tujhko maangna chaahta hu main.
*****************************
Mohabbat paane ke liye 100 zakhm sahte hai,
Yaar ke nashe me doob jaane ko khudaai kahte hai.
*****************************
Teri bewafaai me tera bekaraar hi na karu,
Tu hukm de tera intajaar hi na karu,
Tu bewafa hai to is kadar bewafaai kar,
Ki tere baad me kisi aur se pyaar hi na karu.
*****************************

********************************
Tumhe bhulaane ki koshishen,
Tamaam nakaam ho rahi hai,
Kisi ne jikr wafa ka kiya,
To jubaan pe tera hi naam aaya.
*****************************
Aji unse kaisi mohabbat,
Jinhone kadar na hamaari jaani,
Hamaare dil ke shamshaan me,
Us mohabbat ki kabra hai bani.
*****************************
Ajeeb aarjoo anokhi talab hai,
Tujhase tujhko maangna chaahta hu main.
*****************************
Mohabbat paane ke liye 100 zakhm sahte hai,
Yaar ke nashe me doob jaane ko khudaai kahte hai.
*****************************
Teri bewafaai me tera bekaraar hi na karu,
Tu hukm de tera intajaar hi na karu,
Tu bewafa hai to is kadar bewafaai kar,
Ki tere baad me kisi aur se pyaar hi na karu.
*****************************

No comments:

Post a Comment