Saturday, October 17, 2009

Friendship SMS Shayari joks.


Mana ki akela kar diya hamko hamaare ek faisale ne,
Par sharm se jeene ka jamana to gaya,
Kya hua meri aawaaj ab koi nahi sunega,
Par yaaro ka wo jhooth tarana to gaya.
*****************************
Dukh hoga to ro lenge kisi ke khat ka sahara le kar,
Par ghut-ghut ke mera mar jaana to gaya.
*****************************
Ek jara si baat pe usne dostana tod diya,
Par itna acha hua ki koi bewafa pehchana to gaya.
*****************************
Jo nahi aata uska intajaar kyun hota hai,
Kisi ke liye apna ye haal kyun hota hai?
Waise to is duniya me kaafi cheeje pyari hai,
Jo nahi milata usi se pyaar kyun hota hai?
*****************************
Aap se door reha kar aapko miss kiya hamne,
Aapke liye bhagwaan se wish kiya hamne,
Aap ki yaad jab aayi to bade pyar ke saath,
SMS kar phone ko kiss kiya hamne.
*****************************

No comments:

Post a Comment